राम भजन कर मन (Ram Bhajan Kar Man) - Lata Mangeshkar


राम भजन कर मन हिंदी में (Ram Bhajan Kar Man in hindi)

राम भजन कर मन,

ओ मन रे कर तू राम भजन,

राम भजन कर मन,

हो राम भजन कर मन ।

 

सब में राम, राम में है सब,

तुलसी के प्रभु, नानक के रब्ब,

राम रमईया घट घट वासी,

हो राम रमईया घट घट वासी,

सत्य कबीर बचन ।

राम भजन कर मन,

हो राम भजन कर मन ।

रामायण का सबसे सुन्दर भजन : जन जन के प्रिये राम लखन सिया वन को जाते हैं

राम नाम में पावत पावन,

रवि तेज्योमय चन्द्र सुधा धन,

राम भजन बिन ज्योति ना जागे,

हो राम भजन बिन ज्योति ना जागे,

जाए ना जीय की जरन ।

राम भजन कर मन,

हो राम भजन कर मन ।

 

नाम भजन में ज्योति असीमित,

मंगल दीपक कर मन दीपित,

सकल अमंगल हरण भजन है,

हो सकल अमंगल हरण भजन है,

सकल सुमंगल करन ।

राम भजन कर मन,

हो राम भजन कर मन ।

रुला देने वाला रामायण भजन: हे राम अयोध्या छोड़ कर वन मत जाओ

राम भजन कर मन,

ओ मन रे कर तू राम भजन,

राम भजन कर मन,

हो राम भजन कर मन ।

 

राम भजन कर मन अंग्रेजी में (Ram Bhajan Kar Man in english)

Ram Bhajan Kar Man,

O Man Re Kar Tu Ram Bhajan,

Ram Bhajan Kar Man,

Ho Ram Bhajan Kar Man.

 

Sab Me Ram, Ram Me Hai Sab,

Tulsi Ke Prabhu, Nanak Ke Rab,

Ram Ramaiya Ghat Ghat Vaasi,

Ho Ram Ramaiya Ghat Ghat Vaasi,

Satya Kabir Bachan.

Ram Bhajan Kar Man,

Ho Ram Bhajan Kar Man.

The most beautiful hymn of Ramayana: Jan Jan Ke Priye Ram Lakhan Siya Van Ko Jaate Hain

Ram Naam Me Pawat Pawan,

Ravi Tejyomay Chandra Sudha Dhar,

Ram Bhajan Bin Jyoti Na Jaage,

Ho Ram Bhajan Bin Jyoti Na Jaage,

Jaye Na Jeey Ki Jaran.

Ram Bhajan Kar Man,

Ho Ram Bhajan Kar Man.

 

Naam Bhajan Me Jyoti Asimit,

Mangal Deepak Kar Man Dipit,

Sakal Amangal Haran Bhajan Hai,

Ho Sakal Amangal Haran Bhajan Hai,

Sakal Sumangal Karan.

Ram Bhajan Kar Man,

Ho Ram Bhajan Kar Man.

Crying Ramayana Bhajan: Hey Ram Ayodhya Chhodh Ke Van Mat Jao

Ram Bhajan Kar Man,

O Man Re Kar Tu Ram Bhajan,

Ram Bhajan Kar Man,

Ho Ram Bhajan Kar Man.

Singer - Lata Mangeshkar

और भी देखे :-

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।